Kitna Pyaara Hai Yeh Chehra Lyrics | Raaz | Alka Yagnik, Udit Narayan | Nadeem-Shravan

Kitna pyaara hai yeh chehra jis pe hum marte hain – 2
Yeh na jaane ke ise kitna pyaar karte hain
Kitna pyaara hai yeh chehra jis pe hum marte hain
Kitna pyaara

Darddo hum milke sahenge iraada karle
Hum na tootenge kabhi aao yeh vaada karle
Hum bikhar jaane ke khayal se bhi darte hai – 2
Kitna pyaara hai yeh chehra jis pe hum marte hain
Kitna pyaara

Yeh safar pyaar ka hota hai bada hi mushkil
Gir ke jo sambhle usi ko mile is mein manzil
Raah kaisi bhi ho hum shok se guzarte hain – 2
Kitna pyaara hai yeh chehra jis pe hum marte hain
Yeh na jaane ke ise kitna pyaar karte hain

MovieRaaz
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
Music ComposerNadeem-Shravan
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *