Khainch Le Qashh Lyrics  | Tadka | Nana Patekar, Shriya Saran | Raftaar, Shivi | Ariff Khan (Arkane)

Khainch Le Qashh Lyrics | Tadka | Nana Patekar, Shriya Saran | Raftaar, Shivi | Ariff Khan (Arkane)

Dil besharam chahe nasha ik dum taaza
Karega malang gore dhuen wala rang aaja
Aaa dil besharam chahe nasha ik dum taaza
Karega malang gore dhuen wala rang aaja

Ye sansein hawa mein udale labon se tu bas
Aao bhula de zamane ki saari tu ye kashmkash
Khainch le qashh..khainch le qashh..
Khainch le qashh..khainch le qashh..

Drop drop drop the world
Dhuaan ude slo-mo waterfall flow flow
Bhole ka bhagat mein namak ko hai no no
Na main karta blow blow
Chhodo tum bhi coco
Green karo scene
Baaki saari cheezein roko
Sha malana malana ko laake pahado se bhare chillam
Sha falana dhinkana ko door bhagao
Jo kare bharam haske pass kar
Bhole ka tu raas kar
Sharaab hai kharaab
Baith dum ke tu jahaaz par

Jaan le is mein woh baat hai
Ye chakh liya jo ik dafaa
Mangega phir dobara
Hain buri iski ghulamiyaan
Par hai sukoon is mein bada
Tujhko nahin hai ye pata aaa..
Khainch le qashh..khainch le qashh..
Khainch le qashh..khainch le qashh..

Drop drop drop the world

Khainch le qashh..khainch le qashh..
Khainch le qashh..khainch le qashh..
Khainch le qashh..khainch le qashh..
Khainch le qashh..khainch le qashh..

MovieTadka
SingerRaftaar, Shivi
DirectorPrakash Raj
Music ComposerAriff Khan (Arkane)
LyricistRakesh Kumar (Kumaar)
Star CastNana Patekar, Shriya Saran, Ali Fazal, Taapsee Pannu, Rajesh Sharma, Lillete Dubey, Murali Sharma, Naveen Kaushik
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *