Khabar Chhap Jayegi Lyrics | Hatya – The Murder | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Khabar Chhap Jayegi Lyrics | Hatya – The Murder | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Shravan

Khabar chhap jaayegi
Ye kal ke akhbaar mein
Khabar chhap jaayegi
Ye kal ke akhbaar mein
Kyaa
Ke ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein
Are ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein

Khabar chhap jaayegi
Ye kal ke akhbaar mein
Khabar chhap jaayegi
Ye kal ke akhbaar mein
Kyaa
Ke ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein
Are ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein

Chot lagi hain dil mein
Haalat kharaab hain
Chot lagi hain dil mein
Haalat kharaab hain
Vaid hakeemo ne bhi
De diya jawaab hain
Zara padh lena tum
Ye pehali kataar mein
O zara padh lena tum
Ye pehali kataar mein
O you mean headlines
Ke ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein
Are ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein

Dard diya hain tune
Ab tu hi dawa de
Dard diya hain tune
Ab tu hi dawa de
Kab tu banega mera
Mujhko bata de
Reham kar hai sab kuch
Ab tere ikhtiyaar me
Reham kar hai sab kuch
Ab tere ikhtiyaar me
Ke ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein
Are ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein

Khabar chhap jaayegi
Ye kal ke akhbaar mein
Khabar chhap jaayegi
Ye kal ke akhbaar mein
Kyaa
Ke ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein
Are ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein
Are ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein
Are ghaayal hua ek ladka
Ek ladki ke pyaar mein

MovieHatya - The Murder
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorKader Kashmiri
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistRani Malik
Star CastAkshay Kumar, Varsha Usgaonkar, Naveen Nischol, Johny Lever, Laxmikant Berde, Rajendra Gupta, Raza Murad, Harish Patel, Pankaj Berry, Reema Lagoo, Sudhir

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *