Ke Sera Sera Sera Lyrics | Pukar | Kavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan | A R Rahman

Good evening ladies and gentlemen
(Naujawano baat maano
Kabhi kisise na pyaar karna) – (2)

(Hey que sera sera sera jo bhi ho so ho
Hame pyaar ka ho aasra phir chahe jo ho) – (2)

(Pyaar zindagi pyaar har khushi
Pyaar jisne paaya hai
Vohi dil phul jaisa khila

Pyaar galti hai pyaar dhoka hai
Pyaar dhalti chaya hai
Dekho phir na karna gila) – (2)

Pyaar hi dhadkano ki kahani hai
Pyaar hai haseen dastan

Pyaar ashko ki behta nishani hai
Pyaar me hai chain kaha

Pyaar ki baat jisne na maani hai
Uski na to zameen hai na hai aasman

Naujawano baat maano
Kabhi kisise na pyaar karna

(Hey que sera sera sera jo bhi ho so ho
Hame pyaar ka ho aasara phir chahe jo ho) – (2)

Oh pyaar jaise hai purab paschim
Pyaar hai uttar dakshin
Yaha hai pyaar hi har disha

Pyaar rog hai pyaar dard hai
Pyaar tode dil ek din
Yahi hai pyaar ka silsila

Pyaar se hi to rangeen jivan hai
Pyaar se hi dil hai jawan

Pyaar kaato ka jaise koi bann hai
Pyaar se hi gham ka sama

Pyaar se jaane kyu tumko uljhan hai
Pyaar to sari duniya pe hai maherban

Naujawano – 3

(Hey que sera sera sera jo bhi ho so ho
Hame pyaar ka ho aasara phir chahe jo ho) – (2)

Na na na na naujawano na na na na na na na na
Na na na na na na na na
Naujawano
Na na na na na

Hey que sera sera sera jo bhi ho so ho
Hame pyaar ka ho aasara phir chahe jo ho – 2
Hey que sera sera sera sera jo bhi ho so ho
Hame pyaar ka ho aasara phir chahe jo ho

Na na na na na

Pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar – 2

Okay okay okay

Hame pyaar ka ho aasara phir chahe jo ho – 2
Hey que sera sera sera sera jo bhi ho so ho
Hame pyaar ka ho aasara phir chahe jo ho
Phir chahe jo ho – 2

MoviePukar
SingerKavita Krishnamurthy, Shankar Mahadevan
Music ComposerA R Rahman
LyricistJaved Akhtar, Majrooh Sultanpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *