Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
Hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Ho hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
Ik aapka tassavur
Bas aapka khayaal
Phir hain dooriyaan
Yehi mujhko hai ek malaal
Jaane milega mujhko ab
Karaar kis tarah
Hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Ho hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
O ho ho o ho
O ho ho o ho
Ho ho ho
Yeh aapko paane ko
Machalta hai har ghadi
Pehlu mere seene main
Badalta hai har ghadi
Samjhaaye koi dil ko mere
Har baar kis tarah
Hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Ho hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah.
| Movie | Rajdhani Express |
| Singer | Udit Narayan |
| Director | Ashok Kohli |
| Music Composer | Lahu Madhav, Ritesh Nalini |
| Lyricist | Rameez |
| Star Cast | Ishrat Ali, Sayali Bhagat, Puja Bose, Priyanshu Chatterjee, Sanjay Gagnani, Gulshan Grover, Achint Kaur, Kiran Kumar, Sudhanshu Pandey, Paresh Rawal, Mukesh Rishi, Jimmy Shergill, Shilpa Shukla |
| Label | T-Series |

