Dekhun main har pal tujhe jab mulakat hoti hai
Chain kabhi dil ko mile jab tujhse baat hoti hai
Tu hi to mujhme base mujhme hai abb tera hi khumaar
Pyar kar le mujhse
Pyar kar le mujhse pyar
Tujhko hi chaahun main beshumaar
Kar le mujhse pyaar
Kar le mujhse pyaar
Tu hi mere dil ka hai karar
Jab tu na ho jindagi meri udaas hoti hai ha
Din ki ujalo mein bhi ik kaali raat hoti hai
Dil mera tujhse kahe mujhpe hai ab tera ikhtiyaar
Pyaar kar le mujhse
Pyaar kar le mujhase pyaar
Tujhako hi chaahun main beshumaar
Kar le mujhse pyaar
Kar le mujhse pyaar
Tu hi mere dil ka hai karaar
Tujhko hi chaahun main beshumaar
Kar le mujhse pyaar
Kar le mujhse pyaar
Tu hi mere dil ka hai karar
Kar le mujhse pyaar
Kar le mujhse pyaar
Tujhko hi chaahun main beshumaar
Kar le mujhse pyaar
Kar le mujhse pyaar
| Movie | Toh Baat Pakki |
| Singer | Soham Chakrabarthy, Rana Mazumder, Pritam Chakraborty |
| Director | Kedarh Shinde |
| Music Composer | Pritam Chakraborty |
| Lyricist | Sayeed Qadri |
| Star Cast | Tabu, Sharman Joshi, Uvika Chaudhary, Vatsal Sheth, Ayub Khan, Sharat Saxena, Himani Shivpuri, Suhasini Mulay, Upasna Singh, Vishal Malhotra |

