Kaise Tum Bin Kategi Umariya Lyrics | Gumashta | Lata Mangeshkar | Datta Korgaonkar

Kaise Tum Bin Kategi Umariya Lyrics | Gumashta | Lata Mangeshkar | Datta Korgaonkar

Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o mohe itna bata
Mohe itna bata do sawariya
Sawariya are o
Kaise tum bin kategi umariya

Apni aankho me kisko basaye hue
Mujhse jate ho aankhe churaye hue
Mujhse jate ho aankhe churaye hue
Kaun bairan se
Kaun bairan se lagi nazariya
Nazariya are o
Kaise tum bin kategi umariya

Sare wade tum apne bhula ke chale
Ho hans ke dil le liya phir rula ke chale
Rula ke chale yu ujado na
Yu ujado na man ki nagariya
Nagariya are o
Kaise tum bin kategi umariya

Mera jivan sazakar na jao piya
Mere man ko basakar na jao
Man ke raja na
Man ke raja na luto nagariya
Nagariya are o
Kaise tum bin kategi umariya
Umariya are o mohe itna bata
Mohe itna bata do sawariya
Sawariya are o
Kaise tum bin kategi umariya

MovieGumashta
SingerLata Mangeshkar
DirectorS M Yusuf
Music ComposerDatta Korgaonkar
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Star CastMurad, Nigar Sultana, Kuldip Kaur, Tabassum, Tiwari, Balam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *