Kaise Samjhaoon Lyrics  | Suraj | Vyjayanthimala, Rajendra Kumar | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kaise Samjhaoon Lyrics | Suraj | Vyjayanthimala, Rajendra Kumar | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Humse na jito ji rahne do jiye baazi
Kaise samjhaoon

Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Aaye gaye tum jaise saikdo anadi
Kaise samjhaoon

Hum dil ka saz bajate hai
Dunia ke hosh udate hai
Hum dil ka saz bajate hai
Dunia ke hosh udate hai
Hum sat surto ke sagar hai
Har mahfil mein lahrate hai
Har mahfil mein lahrate hai
Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Kaise samjhaoon

Tum saz bajana to jano
Tum rang jamana kya jano
Tum saz bajana to jano
Tum rang jamana kya jano
Mahfil to hamare dam se hai
Tum hosh udana kya jano
Tum hosh udana kya jano
Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Kaise samjhaoon

Main nachu chand sitaro par
Sholo par aur sararo par
Main nachu chand sitaro par
Sholo par aue sararo par
Hum aise kala ke diwane
Chha jaye nashili baharo par
Chha jaye nashili baharo par
Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Aaye gaye tum jaise saikdo anadi
Kaise samjhaoon badi nasamjh ho
Kaise samjhaoon.

MovieSuraj
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorT. Prakash Rao
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastVyjayanthimala, Rajendra Kumar, Ajit, Mumtaz, Johnny Walker
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *