Kaise Kaise Hai Mere Meherbaan Lyrics | Andar Baahar (1984) | Asha Bhosle | R D Burman

Hmm (kaise kaise hai mere meherbaan
Aankhon se kare haal-e-dil bayaan) – (2)
Yuun na mujhe dekho sanam, tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan, aankhone se kare haal-e-dil bayaan
Yuun na mujhe dekho sanam, tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan, aankhone se kare haal-e-dil bayaan

Kaash na hoti itani hansi main, aur na hoti jawaan
Yeh toh na hota, are yeh toh na hota
Har koyi hai aashiq mera, bachake jaau kahaan
Abb kya hoga, hoy abb kya hoga
Kaise kaise hai mere meherbaan, aankhone se kare haal-e-dil bayaan
Yuun na mujhe dekho sanam, tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan, lalalalalalalala…….

Kisake gale ka haar banegi baahein meri haseen
Main kya jaanu, haay main kya jaanu
Kisako mera dil pyaar karega hoga woh bhi kahin
Mera jaanu, re mera jaanu
Kaise kaise hai mere meherbaan, aankhone se kare haal-e-dil bayaan -2
Yuun na mujhe dekho sanam, tum toh le loge meri jaan
Kaise kaise hai mere meherbaan, aa ha ha ha ha ha ha ha ha…

MovieAndar Baahar (1984)
SingerAsha Bhosle
Music ComposerR D Burman
LyricistGulshan Bawra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *