Kabhi Ruhani Kabhi Rumani Lyrics | Raja Natwarlal | Benny Dayal | Yuvan Shankar Raja

Varka varka mohabbat ka likh de aaj dil se
Lamha lamha tu behtar sa kar de aaj-kal se
Tumse mil ke mila main khud se
Tumse rasm e wafaa seekhi
Khud ko sapne dikhaane ki aadat
Tumse pehli dafa seekhi
Kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu – 2

Ho chaahe khataayen tu kare chaahe karoon main galtiyaan
Hogi wafaa na kam kabh hogi na dooriyan ab darmiyaan
Tumse juda hoke bhala jana hai kaha
Mehke tere khyal se khaabon ka jahan
Sharafat bhi tu siyaasat bhi tu meri yaar shaitani tu
Kabhi ruhani kabhi rumani kare jawani tu – 2

Ho tu bhi khyal sa hai mere main bhi tera ehsaas hun
Meri yahi hai khwaahishein waade saare main nibha sakun
Kitna chahoon tujhe bataa kaise main kahu
Tera hi tha tera hi hoon tera hi rahun
Sune jo khuda to maangun dua kabhi na ho beghani tu
Kabhi ruhani na na na n
Na na na na
Varka varka mohabbat ka likh de aaj dil se
Lamha lamha tu behtar sa kar de aaj-kal se

MovieRaja Natwarlal
SingerBenny Dayal
Music ComposerYuvan Shankar Raja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *