Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai Ke Chalte Chalte Lyrics | Rang Birangi | Aarti Mukherjee, Anuradha Paudwal | R D Burman

Kabhi Kuchh Pal Jeevan Ke Lagta Hai Ke Chalte Chalte Lyrics | Rang Birangi | Aarti Mukherjee, Anuradha Paudwal | R D Burman

Kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
Ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
Kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
Ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
Kabhi kuch pal jiwan ke

Har din ki halchal aaj mili khamosi
Jhalki hai tan man me pyar bhari ye madhosi
Badale badale mosam ke
Mujhe rang nazar aate hai
Kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
Ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
Kabhi kuch pal jiwan ke

Ye ghadia fursat ki roz kaha milti hai
Ab khushiya hath mera thame hue chalti hai
Mere sath gagan ye dharti mera geet madhur gate hai
Kabhi kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
Ke chalte chalte kuch der thahar jate hai
Kabhi kuch pal jiwan ke

Kitna bhala lagta hai suraj ka ye dhalna
Duniya se dur chhup ke yaha
Tera mera yu milna yaha
Kabhi kabhi diwanepan ki hum
Had se gujar jate hai
Kabhi kuch pal jiwan ke lagta hai
Ke chalte chalte kuch der ther jate hai
Kabhi kuch pal jiwan ke

MovieRang Birangi
SingerAarti Mukherjee, Anuradha Paudwal
DirectorHrishikesh Mukherjee
Music ComposerR D Burman
LyricistYogesh
Star CastAmol Palekar, Parveen Babi, Deven Verma, Farooq Sheikh, Deepti Naval, Utpal Dutt, Chhaya Devi, Moolchand, Raj Babbar, Bindiya Goswami, Omprakash, Javed Khan, Poonam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *