Kabhi Kabhi Aisa Lage Lyrics | Teri Kasam (Album) | Adnan Sami | Adnan Sami

Kabhi Kabhi Aisa Lage Lyrics | Teri Kasam (Album) | Adnan Sami | Adnan Sami

Kabhi kabhi aisa lage
Jaaun main tujhe chhod ke
Saari rashmen bhool ke
Saari kasme tod ke
Tune agar na roka mujhko
Bin tere main mar jaaunga
Tune agar na dhunda mujhko
Tanha tanha mar jaaunga
Taras to kha meri jaan
Tune mujhe pagal kiya
Kabhi kabhi aisa lage
Jaaun main tujhe chhod ke

Koi kisi se itani mohabbat
Itni mohabba karta na hoga jana
Koi kisi pe meri tarah se
Meri tarah se marta na hoga jana
Chaahat dil me hai
Dil mushkil me hai
Ho kabhi kabhi aisa lage
Jaaun main tujhe chhod ke
Hu kabhi kabhi aisa lage
Jaaun main tujhe chhod ke

Maine kabhi jo aisa kiya to
Aisa kiya to tum kya karogi jana
Mere bina kya tanha akele
Tanha akele aahen bharogi jana
Yaadon ke rele me baithi akele me
Ho kabhi kabhi aisa lage
Jaaun main tujhe chhod ke
Hu kabhi kabhi aisa lage
Jaaun main tujhe chhod ke

Tune agar na roka mujhko
Bin tere main mar jaaunga
Tune agar na dhunda mujhko
Tanha tanha mar jaaunga
Taras to kha meri jaan
Tune mujhe pagal kiya
Kabhi kabhi aisa lage
Hu kabhi kabhi aisa lage
Hu kabhi kabhi aisa lage
Kabhi kabhi aisa lage

Bin tere main rahun na
Mar jaaunga
Mar jaaunga
Bin tere mar jaaunga
Mar jaaunga bin tere tanha tanha
Mar jaaun mar jaaun mar jaaun

MovieTeri Kasam (Album)
SingerAdnan Sami
Music ComposerAdnan Sami
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *