Kabhi Jo Bhulana Chaahu Lyrics | Naseeb (1998) | Kumar Sanu | Nadeem-Shravan

Hey hey hey, oh ho ho ho, hey hey, hey hey, oh oh…

(Kabhi jo bhulana chaahu, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho, o mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho) – (2)

Kabhi saawan ke mausam mein, agar gaaye kahin koyal – (2)
Kisi mehandi ki tehani par, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho, ho mujhe tum yaad aate ho
Mujhe tum yaad aate ho

Kisi ke haath se chhute, agar sheeshe ka paimaana – (2)
Chhalak jaaye agar saagar, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho – (3)
Kabhi jo bhulana chaahu, na jaane kyun mere dilbar
Mujhe tum yaad aate ho – (3)
Mujhe kyun yaad aate ho – (4)

MovieNaseeb (1998)
SingerKumar Sanu
Music ComposerNadeem-Shravan
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *