Kabhee Socha Naa Tha Maine Lyrics | Pyaar Kiya Nahin Jaata | Sonali Vajpayee, Sonu Nigam | Anand Raj Anand

Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar – (2)
Dil divana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar

Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar – (2)
Dil divaana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar

Aaj mujhko laga baat kuchh hai jurur
Pas kitne ho tum jab huye mujhse door
Bekarari hai kyon, yeh khumari hai kyon
Kyon pareshan hai, kyon yeh armaan hai

Tum kya gaye ho janam, sang le gaye bahar – (2)
Dil divana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar
Sach kahu pyaar kya hai mai nahee janta tha
Pyaar kee batein sach hai, mai nahee manta tha

Kya mujhe ho raha hai, kya meraa kho raha hai
Mujhko ehsaas hai, kya meree pyas hai

Too nahee pas mere, hai teraa intejar – (2)
Dil divaana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar

Kabhee socha naa tha maine mujhe ho jaayega pyaar – (2)
Dil divana divane kaa kya aitbar
Kya aitbar, kya aitbar

Kabhee socha naa tha maine

MoviePyaar Kiya Nahin Jaata
SingerSonali Vajpayee, Sonu Nigam
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistAnand Raj Anand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *