Kab Tak Tu Bhagwan Se Apna Aap Chhupayega Lyrics | Fifty Fifty | Mohammed Rafi | Madan Mohan

Kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega
Tera likha ek din tere samane aayega samne aayega

Jo sagar ke andar sipi deep chupaye moti
Dekh rahi hai logo us malik ki jyoti

Are us malik ki jyoti
Jag ke bedi kya bande se dhokha khayega

Tera likha ek din tere samane aayega
Kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega
Tera likha ek din tere samane aayega samne aayega

Jiski marji bin o murkh hil na paye tinka
Lekh likha hai pass usi ke tere ek ek din ka

Tere ek ek din ka
Kaha tu uski najaro se bach ke jayega
Tera likha ek din tere samane aayega
Kab tak tu bhagwan se apna aap chupayega
Tera likha ek din tere samane aayega samne aayega

MovieFifty Fifty
SingerMohammed Rafi
DirectorRoshanlal Malhotra
Music ComposerMadan Mohan
LyricistRajinder Krishan
Star CastM Rajan, Nalini Jaywant, David, Manmohan Krishan, Gope, Helen, Tun Tun, Amar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *