Kaato Bhare Jahan Me Lyrics | Purnima (1965) | Mohammad Rafi | Kalyanji-Anandji

Bacho par balidan hai karti
Ma apni jindgani
Aaj ye bache maa ki khatir
Dene chale kurbani

Ajab khel kismat ka dekho – 2
Kato bhare jaha me
Bichad ke dal se do kaliya
Udti hai tufan me – 2
Ajab khel kismat ka dekho

Ye masum ye nanhe munne inki kya khata hai
Ghar se nikal kar kaha rukenge
Inko nahi pata hai – 2
Mamta ruthi mamta ruthi
Mamta ruthi mamta ruthi chubh gaye kate
Phulo ki muskan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me – 2
Ajab khel kismat ka dekho

Mai hu apna ye hai paraya
Nahi samjh ye paye
Inka nirmal pyar hai jisko dekh bade sarmaye
Dekh bade sarmaye
Jaise bahta jaise bahta ek khun ho
In dono ki jaan me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me – 2
Ajab khel kismat ka dekho
Kato bhare jaha me
Bichad ke dal ise do kaliya
Udti hai tufan me – 2
Ajab khel kismat ka dekho

MoviePurnima (1965)
SingerMohammad Rafi
Music ComposerKalyanji-Anandji
LyricistBharat Vyas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *