Kaahe Itna Guman Chhoriye Lyrics | Bharosa | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Ravi

Kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

Legi kitno ki jaan chhoriye ye mela do din ka
Kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

Kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka

Ja-ja dor na dhar chhorva ye mela do din ka
Kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka
Kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

Jara sun-sun are ja-ja-ja
Jara sun-sun are ja-ja-ja
Chal thamak thamak jara thamak thumak
O jara sun-sun are ja-ja-ja
O jara sun-sun are ja-ja-ja

Teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaja
Paiya ham nahi padne wale marji hai to aaja
Bada aaya dildar chhorva ye mela do din ka

Ja-ja dhor na dhar chhorva ye mela do din ka
Kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka
Kahe itna guman chhoriye ye mela do din ka

Dekh jara ye kali-kali julfo ki janjire
Bandhi hui hai inme tere jaiso ki taqdire

Lut jayega jahan chhoriye ye mela do din ka
Lut jayega jahan chhoriye ye mela do din ka
Kahe karta hai pyar chhorva ye mela do din ka

MovieBharosa
SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle
DirectorK Shankar
Music ComposerRavi
LyricistRajindra Krishan
Star CastGuru Dutt, Sudesh Kumar, Om Prakash, Indu Shivraj, Asha Parekh, Shobha Khote, Neena, Mehmood, Lalita Pawar, Nana Palsikar, Sulochana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *