Kaabul Ki Main Naar, Husn Ki Tu Gulanaar Lyrics | Karorepati | Geeta Dutt, Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Kaabul Ki Main Naar, Husn Ki Tu Gulanaar Lyrics | Karorepati | Geeta Dutt, Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Kabul ki main naar
Meri aankhe rasili katar
Kabul ki main naar
Meri aankhe rasili katar
Jara aankh se aankh mila le piya mausam majedaar
Jara aankh se aankh mila le wallah
Ho wallah
Ho wallah
Mausam majedaar
Hey hey hey
Husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar
Par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar
Wai aaya hai badi dur se ya khush ho
Ya khush ho ya khush
Pyar ka bimar

Pila de nigaho ke jaam
Aur le le ye dil ka badam
In hotho pe subah sham
Rahta hai tera hi naam
Pila de nigaho ke jaam
Aur le le ye dil ka badam
In hotho pe subah sham
Rahta hai tera hi naam
Kahti hai mast bahar
Meri uljhi lat ko sanwar
Kahti hai mast bahar
Meri uljhi lat ko sanwar
Mohe pyar ke rang me rang de piya mausam majedaar
Mohe pyar ke rang me rang de wallah
Ho wallah
Ho wallah
Mausam majedaar
Hey hey hey
Husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar
Par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar
Wai aaya hai badi dur se ya khush ho
Ya khush ho ya khush
Pyar ka bimar

Bhure rangile nawab mera ye kaisa shabab
Are kahta hai dil ka rabab duniya badi hai kharab
Bhure rangile nawab mera ye kaisa shabab
Are kahta hai dil ka rabab duniya badi hai kharab
Rup ke lobhi hazaar bhala kise karu aitbaar
Rup ke lobhi hazaar bhala kise karu aitbaar
Mujhe apne dil me chhupa le piya mausam majedaar
Mujhe apne dil me chhupa le wallah
Ho wallah
Ho wallah
Mausam majedaar
Husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulnaar yaha aashiq tere hazaar
Par aaya hai badi dur se ye pyar ka bimaar
Wai aaya hai badi dur se ya khush ho
Ya khush ho ya khush
Pyar ka bimar

MovieKarorepati
SingerGeeta Dutt, Kishore Kumar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastKishore Kumar, Shashikala, Kum Kum, Alhad Radha Krishnan, K N Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *