Julfein Khol Khaal Ke Lyrics | Do Knot Disturb | Sonu Nigam, Anuradha Sriram | Nadeem Shravan

Julfein Khol Khaal Ke Lyrics | Do Knot Disturb | Sonu Nigam, Anuradha Sriram | Nadeem Shravan

Julfein khol khaal ke jhuth bol baal ke
Julfein khol khaal ke jhuth bol baal ke
Aayi hoon milne tujhe saawariya
Aayi hoon milne tujhe
O taale tod taad ke
Sab kuchh chhod chhaad ke
Taale tod taad ke
Sab kuchh chhod chhaad ke
Aaya hai milne tujhe saawariya
Aaya hai milne tujhe

Kya mastaani raat hai
Tera mera saath hai
Behke se armaan hai uff kya mulaakaat hai
Khwaabon ki baaraat hai
Chaahat ki barsaat hai
Aaja keh du baalma honto pe jo baat hai
O pallu daal vaal ke sab kuchh dekhbhaal ke
Pallu daal vaal ke sab kuchh dekhbhaal ke
Aayi hoon milne tujhe saawariya
Aayi hoon milne tujhe
O taale tod taad ke
Sab kuchh chhod chhaad ke
Aaya hai milne tujhe saawariya
Aaya hai milne tujhe

Yun na bekaraar kar thoda intjaar kar
Aisi jaldi kya padi pehle mujhko pyaar kar
Hey naino se na vaar kar jid na aise yaar kar
Bechaini pehchaan le ab na inkaar kar
O raste ghum ghaam ke puri dhumdhaam se
Raste ghum ghaam ke puri dhumdhaam se
Aaya hai milne tujhe saawariya
Aaya hai milne tujhe
Julfein khol khaal ke jhuth bol baal ke
Aayi hoon milne tujhe saawariya
Aayi hoon milne tujhe

MovieDo Knot Disturb
SingerSonu Nigam, Anuradha Sriram
DirectorDavid Dhawan
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastGovinda, Riteish Deshmukh, Sushmita Sen, Lara Dutta, Sohail Khan, Ranvir Shorey, Himani Shivpuri, Manoj Pahwa, Satish Kaushik, Rajpal Yadav, Rituparna Sengupta, Raja Bundela, Sheila Sharma, Shashi Kiran, Ali Asgar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *