Jo Gumshuda Aankhon Mein Hai Lyrics | Mission Istaanbul | Shaan, Mahalakshmi Iyer | Anu Malik

Jo Gumshuda Aankhon Mein Hai Lyrics | Mission Istaanbul | Shaan, Mahalakshmi Iyer | Anu Malik

Jo gumshuda aankhon mein hai
Jo ankahi saanson mein hai
Daastaan wahi labjo mein kaho
Dil ki baaton ko dil mein rehne do
Nazar se nazar se kehne do
Hongi hongi hongi varna badnamiya
Jo gumshuda aankhon mein hai
Jo ankahi saanson mein hai
Daastaan wahi labjo mein kaho

Kaatil badi tanhaaiya taklif de ab duriya
Samjha karo khaamoshiya
Acchi nahi sarghoshiya
Jawaabon mein tum
Sawaalo mein tum
Hamesha rahe khayaalon mein tum
Tumse hai meri madhoshiya

Dil ki baaton ko dil mein rehne do
Nazar se nazar se kehne do
Hongi hongi hongi varna badnamiya

Tum jo mile raahat mili
Jine ki bhi chaahat mili
Dil aashna tumse hua
Puri huyi meri dua
Meri jismo jaan pe chaaye raha
Panaaho mein tu samaaye raha
Kehti hai meri betaabiya

Dil ki baaton ko dil mein rehne do
Nazar se nazar se kehne do
Hongi hongi hongi varna badnamiya
Jo gumshuda aankhon mein hai
Jo ankahi saanson mein hai
Daastaan wahi labjo mein kaho

MovieMission Istaanbul
SingerShaan, Mahalakshmi Iyer
DirectorApoorva Lakhia
Music ComposerAnu Malik
LyricistSameer
Star CastZayed Khan, Vivek Oberoi, Shabbir Ahluwalia, Shreya Saran, Suniel Shetty, Nikitin Dheer, Abhishek Bachchan, Shweta Bhardwaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *