Jo Tum Todo Piya Mai Nahee Todu Re Lyrics | Jhanak Jhanak Payal Baaje | Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Krishna
Jo tum todo piya mai nahee todu re
Tose prit tod kaanha kaun sang jodu re

Tum bhaye taruvar mai bhai patiya
Tum bhaye sarovar mai bhai machhiya
Tum bhaye giravar mai bhai chara
Tum bhaye chanda mai bhai chakoree
Jo tum todo piya……..

Tum bhaye moti prabhujee ham bhaye dhaga
Tum bhaye sona ham bhaye suhaga
Dasee mira ke prabhujee brij ke vasee, suno he gopal
Tum mere thakur mai toree dasee, jo tum todo piya…….

MovieJhanak Jhanak Payal Baaje
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerVasant Desai
LyricistMeerabai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *