Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai Lyrics | Sarfarosh | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Jatin Lalit

Jo Haal Dil Ka Idhar Ho Raha Hai Lyrics | Sarfarosh | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Jatin Lalit

Jo haal dil ka
Idhar ho raha hai
Woh haal dil ka
Udhar ho raha hai
Jane ja dilo pe pyar ka
Ajab sa asar ho raha hai
Jo haal dil ka
Idhar ho raha hai
Woh haal dil ka
Udhar ho raha hai
Jane ja dilo pe pyar ka
Ajab sa asar ho raha hai
Jo haal dil ka
Idhar ho raha hai
Woh haal dil ka
Udhar ho raha hai

Gale se laga lu
Labo pe saja lu
Tere afsano ko main apna bana lu
Gale se laga lu
Labo pe saja lu
Tere afsano ko main apna bana lu
Dard hai halka sa
Magar ho raha hai
Jane ja dilo pe pyar ka
Ajab sa asar ho raha hai
Jo haal dil ka
Idhar ho raha hai
Woh haal dil ka
Udhar ho raha hai

Ye mujhko khabar hai ye tujhko pata hai
Jo chaya dhadkan pe chahat ka nasha hai
Ye mujhko khabar hai ye tujhko pata hai
Jo chaya dhadkan pe chahat ka nasha hai
Dewana tera bekhabar ho raha hai
Jane ja dilo pe pyar ka
Ajab sa asar ho raha hai

Jo haal dil ka
Idhar ho raha hai
Woh haal dil ka
Udhar ho raha hai
Jane ja dilo pe pyar ka
Ajab sa asar ho raha hai
Jo haal dil ka
Idhar ho raha hai
Woh haal dil ka
Udhar ho raha hai

MovieSarfarosh
SingerKumar Sanu, Alka Yagnik
DirectorJohn Mathew Matthan
Music ComposerJatin Lalit
LyricistSameer
Star CastAamir Khan, Sonali Bendre, Naseruddin Shah, Mukesh Rishi, Smita Jaykar, Akhilendra Mishra, Govind Namdeo, Akash Khurana, Ahmad Khan, Rajesh Joshi, Ali Khan, Manoj Joshi, Sunil Rege, Rohit Raj, Sunil Shinde, Pradeep Rawat, Makrand Deshpande, Upasna Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *