Jis Tarah Se Hum Barbad Huye Lyrics | Duniya | Suraiya | Chitalkar Ramchandra

Jis Tarah Se Hum Barbad Huye Lyrics | Duniya | Suraiya | Chitalkar Ramchandra

Kitni jalim hai ye duniya
Funk dala ghar mera
Jal gaya sara chaman hum
Bejaba dekha kiya

Jis tarah se hum barbad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Jis tarah se hum barbad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho

Dil ki basti is tarah se lut gayi ek bhul se
Jis tarah khushbu juda ho jaye najuk phul se
Haye duniya kya tujhe yuhi mujhe bahlana tha
Haye duniya kya tujhe yuhi mujhe bahlana tha
Khaab tha jo kuch ke dekha
Jo suna afsana tha

Jis tarah se hum barbad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Jis tarah se hum barbad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho

MovieDuniya
SingerSuraiya
DirectorS F Hasnain
Music ComposerChitalkar Ramchandra
LyricistArzoo Lakhnavi, S H Bihari, Asad Bhopali, Saraswati Kumar Deepak
Star CastKaran Dewan, Suraiya, Anwaribai, Bhudo Advani, Shakila, Baby Zubaida, Jankidas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *