Jigyasa Jigayasa (Remix) Lyrics | Jigyaasa – Women On The Top | Tarannum Bakshi | Ram Shankar

(Kisee ke dil me khwahishe, kisee ke dil me hasrate
Kisike dil me jigyasa, (yaha har shaks hain pyasa -2)) – (2)

(Koyee bhuka jawani ka koyee aasheek hain shauhrat ka
Mohabbat koyee karta hain divana koyee daulat ka) – (2)
Har ek chahata hain dilasa, sabhee ke mann me jigyasa
Yaha har shaks hain pyasa – (4)

(Jise kehte hain ijjat woh toh har kone me bikatee
Jara socho hamaree jindagee yeh kitanee sastee hain) – (2)
? jaise koyee ? sabhee ke dil me jigyasa – (2)
Sabhee ke dil me jigyasa, (yaha har shaks hain pyasa -3)
Jigyasa jigayasa – (2)

MovieJigyaasa - Women On The Top
SingerTarannum Bakshi
Music ComposerRam Shankar
LyricistRaju Chand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *