Jhumka Liya Barelley Se Lyrics | Bhouri | Manjeet Mahipal, Sonu Kakkar | Sanjay Pathak

Jhumka Liya Barelley Se Lyrics | Bhouri | Manjeet Mahipal, Sonu Kakkar | Sanjay Pathak

Jhumka liya bareli se
Pehni main lucknow aake
Jhumka liya bareli se
Pehni main lucknow aake
Is jhumke se dhum machai maine dilli jaake
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya ji badnaam ho gaya

Jhumka liya bareli se
Pehni main lucknow aake
Is jhumke se dhum machai maine dilli jaake
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
Jhumka liya bareli se

Payaliya maine chhankaayi jab apni masti me
Honda wale pagal ho gaye
Aag lagi basti me
Payaliya maine chhankaayi jab apni masti me
Honda wale pagal ho gaye
Aag lagi basti me
Aag lagi basti me raani
Aag lagi basti me
Piche pad gaye banarasi
Munh me paan daba ke
Piche pad gaye banarasi
Munh me paan daba ke
Is jhumke se dhum machai maine dilli jaake
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya

Gaazipur ki nathiya meri
Bou ka dupatta
Aajamgadh me raifal chal jaaye
Gorakhpur me katta
Gaazipur ki nathiya meri
Bou ka dupatta
Aajamgadh me raifal chal jaaye
Gorakhpur me katta
Gorakhpur me katta raani
Gorakhpur me katta
Pee gaye mere bhatte se desi khub daba ke
Pee gaye mere bhatte se desi khub daba ke
Is jhumke se dhum machai maine dilli jaake
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
O tera jhumka o tera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya

Merath ke hai chaudhary ji aur aligadh ke lala
Pratapgadh ita ke thakur
Mathura ke gwala
Merath ke hai chaudhary ji aur aligadh ke lala
Pratapgadh ita ke thakur
Mathura ke gwala
Mathura ke gwala
Ha ha mathura ke gwala
Allahabad ke pandey ji
Mar gaye gas kha ke
Allahabad ke pandey ji
Mar gaye gas kha ke
Is jhumke se dhum machai tune dilli jaake
O tera jhumka o tera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
O tera jhumka o tera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya

Jhumka liya bareli se
Pehni main lucknow aake
Is jhumke se dhum machai maine dilli jaake
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
O mera jhumka o mera thumka
Badnaam ho gaya
Badnaam ho gaya
O badnaam ho gaya
O badnaam ho gaya

MovieBhouri
SingerManjeet Mahipal, Sonu Kakkar
DirectorJasbir B. Bhati
Music ComposerSanjay Pathak
LyricistSajan Agarwal
Star CastRaghuveer Yadav, Masha Paur, Aditya Pancholi, Kunika, Shakti Kapoor, Mohan Joshi, Mukesh Tiwari, Manoj Joshi, Sitaram Panchal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *