Jeene Marne Ka Lyrics | Atishbaaz | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Jeene Marne Ka Lyrics | Atishbaaz | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Laxmikant Pyarelal

Ho jine marne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya

Har kali apna ghunghat uthane lagi
Khusbu banke jawani lutane lagi
Har kali apna ghunghat banale
Khusbu banke jawani lutane lagi
Chhedkhani kare sokh chanchal hawa
Ho sokh chanchal hawa
Gungunane lagi dhadkano ki sada
Ho aahe bharne ka
Ho aahe bharne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya

Koi pahra hai na koi diwar hai
Koi pahra hai na koi diwar hai
Mud ke dekhu jidhar pyar hi pyar hai
Aisi tanhaiyo me yu kho jaye hum
Do rhe na chalo ek ho jaye hum
Do rhe na chalo ek ho jaye hum
Ho lo sawarne ka
Ho lo sawarne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya

Sara gulsan mujhe mera sahra lage
Aaj milne ka mauka sunhara lage
Meri sanso me sahnai bajne lagi
Meri sanso me sahnai bajne lagi
Doli sapno ki phulo se sajne lagi
Ho ab machalne ka
Ho ab machalne ka mausam aaya

Pyar karne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Ho jine marne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya
Pyar karne ka mausam aaya

MovieAtishbaaz
SingerSuresh Wadkar, Anuradha Paudwal
DirectorMukhtar Ahmed
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistSameer
Star CastShatrughan Sinha, Anita Raaj, Aditya Pancholi, Renu Arya, Poonam Dhillon, Chunky Pandey, Rajesh Puri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *