Jeena yaha marna yaha
Iske siva jaana kaha
Jeena yaha marna yaha
Iske siva jaana kaha
Ji chahe jab humko aawaz do
Hum hai wahi hum the jaha
Apne yahi dono jahan
Iske siva jaana kaha
Ye mera git jivan sangit kal bhi koi dohrayega
Ye mera git jivan sangit kal bhi koi dohrayega
Jag ko hasane bahrupiya rup badal phir aayega
Swarg yahi nark yaha
Iske siva jaana kaha
Ji chahe jab humko aawaz do
Hum hai wahi hum the jaha
Apne yahi dono jahan
Iske siva jaana kaha
Kal khel me hum ho na ho
Gardish me tare rahenge sada
Kal khel me hum ho na ho
Gardish me tare rahenge sada
Bhuloge tum
Bhulenge vo par hum tumhare rahenge sada
Rahenge yahi apne nisha
Iske siva jaana kaha
Ji chahe jab humko aawaz do
Hum hai wahi hum the jaha
Apne yahi dono jahan
Iske siva jaana kaha
Jeena yaha marna yaha
Iske siva jaana kaha
| Movie | Mera Naam Joker |
| Singer | Mukesh |
| Director | Raj Kapoor |
| Music Composer | Shankar Jaikishan |
| Lyricist | Shaily Shailendra |
| Star Cast | Raj Kapoor, Simi Garewal, Dharmendra, Rishi Kapoor, Mukri, Padmini, Manoj Kumar, Rajendra Kumar, Bhalla, Dara Singh Randhawa, Achla Sachdev, Om Prakash, Agha, Rajendra Nath, Sunder, Maruti, Polsan, Birbal, Raaj Kumar, Nargis Dutt, Rashid Khan, Prakash, Fa |

