Jeena Toh Hai Har Haal Mein Lyrics | Jeena To Hai | Shaan, Sadhana Sargam | Uttsavaanand

Jeena Toh Hai Har Haal Mein Lyrics | Jeena To Hai | Shaan, Sadhana Sargam | Uttsavaanand

Jeena to hai har haal mein
Jitne bhi ho mushkilein
Jeena to hai har haal mein
Jitne bhi ho mushkilein
Angadaayi lekar jaagegi kismat
Apni bhi to ek din ek din
Jeena to hai har haal mein
Jitne bhi ho mushkilein

Kya khoob the wo najaare
Khushiyon ke wo silsile
Na thi kisi se shikaayat
Na jindagi se gile
O rukh jindagi ka hum mod denge
Itna hai hamko yakin

Hum ek hokar ab chal pade to
Phir dur manjil nahi
Jo bhi hai apna
Sach hoga sapna
Ek din
Ek din
Ek din
Jeena to hai har haal mein
Jitne bhi ho mushkilein
Jeena to hai har haal mein
Jitne bhi ho mushkilein
Angadaayi lekar jaagegi kismat
Apni bhi to ek din ek din

MovieJeena To Hai
SingerShaan, Sadhana Sargam
DirectorMilind Swamy
Music ComposerUttsavaanand
LyricistShyam Raj
Star CastRishabh Takoo, Ravi Chettiah, Needhi Gill, Shahbaaz Khan, Needhi Gill, Roushika Reikhi, Ricky

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *