Jahaan Prem Ka Lyrics  | Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye | Madan Puri, Prem Krishen | Hemlata (Lata Bhatt) | Ravindra Jain

Jahaan Prem Ka Lyrics | Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye | Madan Puri, Prem Krishen | Hemlata (Lata Bhatt) | Ravindra Jain

Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale

Kaun nadi ki ham hain laher
Kaha aake mila re kinaara
Jog likhe bin ham naahi
Aisa milan hamaara
Bin charanon mein
Ab na ghar na pare jahaan
Prem ka paavan diyara jale

Jis ka naahi apna koi
Jo kah de use apna le
Us ki karuna us ki daya
Ka utare na karaj utaare
Jiya jahaan hai vahi ji mare
Jahaan prem ka paavan diyara jale
Jahaan bole bachan tab neer bhare
Usi angana mein usi dvaare pe
Beete hamara bhi jeevan raam kare
Jahaan prem ka paavan diyara jale.

MovieDulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye
SingerHemlata (Lata Bhatt)
DirectorLekh Tandon
Music ComposerRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Star CastMadan Puri, Prem Krishen, Rameshwari
LabelUltra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *