Jadu jadu jadu jadu – (2)
(Aaj dharatee se gagan ka -2, phulo se chaman ka
Ghataao se pawan ka ho raha milan
Jadu jadu jadu jadu – (2)) – (2)
(Yeh kaisa hai tamasha, nayee pyar kee hai bhasha
Abb koyee nahee hai nirasha) – (2)
Chup hai ham bhee, chup ho tum bhee
Hotee hai sab baate phir bhee
Are kaisa re huwa yeh ajuba
Jadu jadu jadu jadu – (2)
Jadu jadu jadu jadu
(Tumhe aankho me basaya, tumhe dil me bithaya
Koyee tumse na lenge kiraya) – (2)
Tum jo humse milne aaye, humne sapne naye sajaye
Abb karna nibhane ka vada, jadu jadu jadu jadu
Aaj dharatee se gagan ka -2, phulo se chaman ka
Ghatao se pawan ka ho raha milan
Jadu jadu jadu jadu – (2)
| Movie | Koi Mil Gaya |
| Singer | Adnan Sami, Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Music Composer | Rajesh Roshan |
| Lyricist | Ibrahim Ashq |