Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Har jagah apne ko
Diwana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Har jagah apne ko
Diwana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka
Tu mere zarfe mohabbat ki
Zara daad to de
Tu mere zarfe mohabbat ki
Zara daad to de
Jaan kar shamma ko
Parwana likha hain maine
Jaan kar shamma ko
Parwana likha hain maine
Har jagah apne ko
Diwana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka
Jabse dekha hain tere ghar me
Baharo ka wajud
Jabse dekha hain tere ghar me
Baharo ka wajud
Apni mehfil ko bhi
Viraana likha hain maine
Apni mehfil ko bhi
Viraana likha hain maine
Har jagah apne ko
Diwana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka
Bekhudi ne mujhe phir
Hosh me aane na diya
Bekhudi ne mujhe phir
Hosh me aane na diya
Teri aankho ko bhi
Maikhana likha hain maine
Teri aankho ko bhi
Maikhana likha hain maine
Har jagah apne ko
Diwana likha hain maine
Jab tere pyaar ka
Afsana likha hai maine
Jab tere pyaar ka
| Movie | Ishq (Album) |
| Singer | Chandan Dass |
| Music Composer | Chandan Dass |
| Lyricist | Shakeel Badayuni |

