Jab tak khada himalya hai jab tak ganga me pani
Amar rahegi is jag me satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani satiyo ki amar kahani
Amar kahani
Amar kahani
Ek sati sita ji jiske naam ko kare parnam
Pati ki agya maan ke jisne choda ayodya dham
Garabh me balak parbhu hi palak
Kaha kare vishram
Ban ko viyogan chali ramakar
Rom rom me ram
Lagi bitane din kutiya me vo mahalo ki rani
Amar rahegi is jag me satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani
Amar kahani
| Movie | Sati Vaishalini |
| Singer | Mohammed Rafi |
| Director | Sadhu Singh |
| Music Composer | Prem Nath |
| Lyricist | Bharat Vyas |
| Star Cast | Trilok Kapoor, Sulochana, Ratan Mala, Tiwari, Lalita Pawar, Niranajan Sharma, Kamal Kapoor |

