Jab Tak Khada Himalay Lyrics  | Sati Vaishalini | Trilok Kapoor, Sulochana | Mohammed Rafi | Prem Nath

Jab Tak Khada Himalay Lyrics | Sati Vaishalini | Trilok Kapoor, Sulochana | Mohammed Rafi | Prem Nath

Jab tak khada himalya hai
Jab tak ganga mein pani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani

Ek sati sita thi
Jiske naam ko kare parnam
Pati ki agya maan ke jiske
Choda ayodya dham
Garabh mein balak
Parbhu hi palak
Kaha kare vishram
Ban ko viyogan chali ramakar
Rom rom mein ram
Lagi bitane din kutiya mein
Vo mahalo ki rani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani.

MovieSati Vaishalini
SingerMohammed Rafi
DirectorSadhu Singh
Music ComposerPrem Nath
LyricistBharat Vyas
Star CastTrilok Kapoor, Sulochana, Ratan Mala, Tiwari, Lalita Pawar, Niranajan Sharma, Kamal Kapoor
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *