Jab Ladkee Sitee Bajaye Aur Lyrics | Dharam Adhikari | Asha Bhosle, Shabbir Kumar | Bappi Lahiri

Jab Ladkee Sitee Bajaye Aur Lyrics | Dharam Adhikari | Asha Bhosle, Shabbir Kumar | Bappi Lahiri

Jab ladki siti bajaye aur ladka chhat par aaye
Jab ladki siti bajaye aur ladka chhat par aaye
Taka jhanki dono me ho jaye toh samajho
Mamla gadbad hai
Mamla gadbad hai
Jab ladka kanta chubhaye phir bhi ladki muskaye
Jab ladka kanta chubhaye phir bhi ladki muskaye
Gudgudi dono ko ho jaye toh samajho
Mamla gadbad hai
Mamla gadbad hai

Aangan se galiya me galiya se bagiya me
Jab dono milane lage ho
Bin karan bin bole aahat ke sunte hi
Jab dono khilne lage
Jab ladka aankhe dale aur ladki aanchal sambhale
Jab ladka aankhe dale aur ladki aanchal sambhale
Dekha dekhi dono me ho jaye toh samajho
Mamla gadbad hai
Mamla gadbad hai

Apno se bhage jab bistar pe jage jab
Takiye se lipate rahe
Aane me takaraye janey me takaraye dono hi simate rahe
Jab ladki chudi khanakaye aur ladka kamare me aaye
Jab ladki chudi khanakaye aur ladka kamare me aaye
Chheda chhedi dono me ho jaye toh samajho
Mamla gadbad hai
Mamla gadbad hai
Jab ladki siti bajaye aur ladka chhat par aaye
Taka jhanki dono me ho jaye to samajho
Mamla gadbad hai
Mamla gadbad hai

MovieDharam Adhikari
SingerAsha Bhosle, Shabbir Kumar
DirectorD K Raghvendra Rao
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistIndeevar
Star CastDilip Kumar, Jeetendra, Sridevi, Kader Khan, Anuradha Patel, Asrani, Shakti Kapoor, Pran, Rohini Hattangadi, Priti Sapru

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *