Jab Koi Baat Bigad Jaae Lyrics  | Jurm | Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Rajesh Roshan

Jab Koi Baat Bigad Jaae Lyrics | Jurm | Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Rajesh Roshan

Jab koi baat bigad jae,
Jab koi mushkil pad jae
Tum dena saath mera, o, hamnava
Jab koi baat bigad jae,
Jab koi mushkil pad jae
Tum dena saath mera, o, hamnava
Na koi hai, na koi tha,
Zindagi mein tumhare siva
Tum dena saath mera, o, hamnava
Tum dena saath mera, o, hamnava

Ho chandni jab tak raat,
Deta hai har koi saath
Tum magar andhero mein,
Na chhodna mera haath
Ho chandni jab tak raat,
Deta hai har koi saath
Tum magar andhero mein,
Na chhodna mera haath
Jab koi baat bigad jae,
Jab koi mushkil pad jae
Tum dena saath mera, o, hamnava
Na koi hai, na koi tha,
Zindagi mein tumhare siva
Tum dena saath mera, o, hamnava

Vafadari ki vo rasme,
Nibhaenge ham to kasme
Ke ek bhi sans zindagi ki,
Jab tak ho apne basme
Vafadari ki vo rasme,
Nibhaenge ham to kasme
Ke ek bhi sans zindagi ki
Jab tak ho apne basme
Jab koi baat bigad jae,
Jab koi mushkil pad jae
Tum dena saath mera, o, hamnava
Na koi hai, na koi tha,
Zindagi mein tumhare siva
Tum dena saath mera, o, hamnava

Dil ko mere hua yaki,
Ham pahle bhi mile kahi
Silsila ye sadiyo ka,
Koi aaj ki baat nahi
Dil ko mere hua yaki,
Ham pahle bhi mile kahi
Silsila ye sadiyo ka,
Koi aaj ki baat nahi
Jab koi baat bigad jae,
Jab koi mushkil pad jae
Tum dena saath mera, o, hamnava
Jab koi baat bigad jae,
Jab koi mushkil pad jae
Tum dena saath mera, o, hamnava
Na koi hai, na koi tha,
Zindagi mein tumhare siva
Tum dena saath mera, o, hamnava
Tum dena saath mera, o, hamnava.

MovieJurm
SingerKumar Sanu, Sadhana Sargam
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
Star CastVinod Khanna, Meenakshi Seshadri, Sangeeta Bijlani, Om Shiv Puri
LabelVenus

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *