Jab Do Dil Milte Hain Lyrics  | Mr. Bond | Akshay Kumar, Sheeba | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Jab Do Dil Milte Hain Lyrics | Mr. Bond | Akshay Kumar, Sheeba | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav

Jab do dil milte hain
Kuch vada karte hain
Jab do dil milte hain
Kuch vada karte hain
Hum vada kam karte hain
Hum vada kam karte hain
Pyar jyada karte hain
Jab do dil milte hain
Kuch vada karte hain
Hum vada kam karte hain
Pyar jyada karte hain
Jab do dil milte hain

Samjhi re samjhi tera yeh bahana
Vada karega to padega nibhana
Samjhi re samjhi tera yeh bahana
Vada karega to padega nibhana
Dil ki lagi ko abhi kya batau
Aaya samay to dekh lega zamana

Bol jaye badi badi batiya
Nahi bole mere man ki
Bol jaye badi badi batiya
Nahi bole mere man ki
Hum karke dikhlate hain
Hum karke dikhlate hain
Jo irada karte hain
Jab do dil milte hain
Kuch vada karte hain
Hum vada kam karte hain
Pyar jyada karte hain
Jab do dil milte hain

Na jyotshi main ke padh lu suratiya
Kaise samjhu loon ankahi teri batiya
Na jyotshi main ke padh lu suratiya
Kaise samjhu loon ankahi teri batiya
Khul jayegi re har bat dil ki
Ek bar padh le tu zara meri ankhiya
O phir wahi boli ankhiyan ki
Mukh se kyu na bole
Phir wahi boli ankhiyan ki
Mukh se kyu na bole

Hum karke dikhlate hain
Hum karke dikhlate hain
Jo irada karte hain
Jab do dil milte hain
Kuch vada karte hain
Jab do dil milte hain
Kuch vada karte hain
Hum vada kam karte hain
Hum vada kam karte hain
Pyar jyada karte hain
Jab do dil milte hain.

MovieMr. Bond
SingerAnuradha Paudwal, Mohammed Aziz
DirectorRaj Sippy
Music ComposerAnand Shrivastav, Milind Shrivastav
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastAkshay Kumar, Sheeba, Pankaj Dheer
LabelT-Series Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *