Jaaye Na Pakad Kahin Lyrics  | Mujrim | Geeta Bali, Padmini | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Jaaye Na Pakad Kahin Lyrics | Mujrim | Geeta Bali, Padmini | Asha Bhosle | Omkar Prasad Nayyar

Jaaye na pakad kahin roz roz ki chori
Haye re kalai mat tham sajna mori

Jaaye na pakad kahin roz roz ki chori
Haye re kalai mat tham sajna mori

Raste me tune aaj fir raat ki
Aankho aankho mein pyar ki baat ki

Raste me tune aaj fir raat ki
Aankho aankho mein pyar ki baat ki

Dekho ji buri hai yahi baat balma tori
Haye re kalai mat tham sajna mori

Jaaye na pakad kahin roz roz ki chori
Haye re kalai mat tham sajna mori

Kya janu re main jalima na sata
Dhadkan kya bole ye mujhe kya pata

Kya janu re main jalima na sata
Dhadkan kya bole ye mujhe kya pata

Main to sahar ki hu ek bholi bhali chhori
Haye re kalai mat tham sajna mori

Jaaye na pakad kahin roz roz ki chori
Haye re kalai mat tham sajna mori

Dekho roko na hath mera tham ke
Ruk jaungi main pyar ke naam se

Dekho roko na hath mera tham ke
Ruk jaungi main pyar ke naam se

Ye diwane bandhe kahe prem ki dori
Jaaye na pakad kahin roz roz ki chori

Haye re kalai mat tham sajna mori
Jaaye na pakad kahin roz roz ki chori
Haye re kalai mat tham sajna mori.

MovieMujrim
SingerAsha Bhosle
DirectorO P Rahlan
Music ComposerOmkar Prasad Nayyar
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastGeeta Bali, Padmini, Shammi Kapoor, Ragini, Johny Walker
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *