Jaao Re Jogi Tum Jaao Re Lyrics | Amrapali (1966) | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Jaao re jogi tum jaao re – (2)
(Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa
Jaao re jogi tum jaao re) – (2)

Prem ki pida sachcha sukh hai, prem binaa yeh jivan dukh hai – (2)
Jaao re jogi tum jaao re
Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa
Jaao re jogi tum jaao re

Jivan se kaisa chhutakaara, hai nadiya ke saath kinaara – (2)
Jaao re jogi tum jaao re
Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa
Jaao re jogi tum jaao re

Gyaan ki to hai simaa gyaani, gaagar mein saagar kaa paani – (2)
Jaao re jogi tum jaao re
Ye hai premiyo ki nagari, yahaa prem hi hai puujaa
Jaao re jogi tum jaao re – (3)

MovieAmrapali (1966)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistShailendra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *