Pahra hai
Yaado ka pahra hai
Chaaro taraf hi mere
Todu mai
Kaise inhe todu mai
Bandhan bandhe hai tere
Tere bin hai zindagi
Meri thami thami
Hoti hai mehsus pal pal
Teri ab kami
Kismat me tu nahi shayad
Ye bhi mujhe pata hai
Ye baat aur hai ke
Dil tujhko dhundhata hai
Samjhana hai khud ko yahi
Agar tu nahi to yaade sahi
Dil keh raha dhadkunga mai
Aur tere waaste tadpunga mai
Jaanam meri jaanam
Jaanam meri jaanam
| Movie | Kudiyon Ka Hai Zamana |
| Singer | Shaan |
| Director | Amar Butala |
| Music Composer | Iqbal Darbar, Yasin Darbar |
| Lyricist | A. M. Turaz |
| Star Cast | Ashmit Patel, Rekha, Mahima Choudhary, Vasundhara Das, Kim Sharma, Ashwin Mushran, Sachin Khedekar, Nikhil Chinnappa, Kabir Sadanand |

