Ja Re Ja O Deewane Tu Kya Jaane Anjaane Lyrics | Kachhe Dhaage | Hemlata, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Ja Re Ja O Deewane Tu Kya Jaane Anjaane Lyrics | Kachhe Dhaage | Hemlata, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Ja re ja o diwane tu kya jane anjane
Bat karte hai re bat karte hai jab masuk se
Kam lete nahi banduk se bat karte hai jab masuk se
Kam lete nahi banduk se ja re ja o diwane tu kya jane anjane
Bat karte hai re bat karte hai jab masuk se
Kam lete nahi banduk se bat karte hai jab masuk se
Kam lete nahi banduk se

Gori gori mori kalai na marod we
Rangi birangi mori chudiya na tod we
Gori gori ho kalai mori
Gori gori mori kalai na marod we
Rangi birangi mori chudiya na tod we
Agar mujhse mohabbat ladai na kar
Chot lag jaye re chot lag jaye na bhul chuk se
Kam lete nahi banduk se bat karte hai
Jab masuk se kam lete nahi banduk se

Aashik ki halki si ek muskan se
Masuk mare jate jan se
Aashik ki halki si ek muskan se
Masuk mare jate jan se
Oho koi dil me basa ho to fir ji ne
Huk uthi hai re huk uthti hai koyal ki kook se
Kam lete nahi banduk se bat karte hai
Jab masuk se kam lete nahi banduk se

Aankho aankho me maja lete hai pyar ka
Sar ko jhuka ke dil mangte hai yar ka
Aankho aankho me maja lete hai pyar ka
Sar ko jhuka ke dil mangte hai yar ka
Oho jitna kar sitamgar tu hai bekhabar
Tut jate hai re tut jate hai dil is saluk se
Kam lete nahi banduk se bat karte hai
Jab masuk se kam lete nahi banduk se

MovieKachhe Dhaage
SingerHemlata, Lata Mangeshkar
DirectorRaj Khosla
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastVinod Khanna, Kabir Bedi, Nirupa Roy, Moushmi Chatterjee, Ritesh, K N Singh, Bhagwan, Ratan Mala, Trilok Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *