(Naa sunayee do naa nazar aao (etne karib aao) – 2) – 2
(Pal bhar mein duriyon ko mumkeen nahin mitana
Maana hai ke kathin par hoga tumhe nibhana) – 2
Saanson ki tarah aao sanson ki tarah jaoo
Etne karib aao – 2
(Chalne main kya mazaa hai pathar chubhe jo nichay
Keh do toh bichaa dun dil ko kadam ke nichay) – 2
Ghar chal sako toh aao (etne karib aao) – 2
Naa sunayi do, naa nazar aao (itne kareeb aao)- 4
| Movie | Ragini MMS |
| Singer | Raaj Gopal Iyer |
| Music Composer | Shamir Tandon |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |