Iss Duniya Mein Lyrics | Dhun | Talat Aziz | Laxmikant Pyarelal

Iss Duniya Mein Lyrics | Dhun | Talat Aziz | Laxmikant Pyarelal

Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar
Dil ke andar pagal premi
Prem ke maare
Prem ke maare
Dil dariyaa me dub gaye saare
Maajhi na musafir kinaare
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar
Dil ke andar pagal premi
Prem ke maare
Prem ke maare
Dil dariyaa me dub gaye saare
Maajhi na musafir kinaare
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar

Fir bhi kyu na jaane
Fir bhi kyu na jaane
Shmaa ke diwaane
Jalte hain parwane
Fir bhi kyu na jaane
Shmaa ke diwaane
Jalte hain parwane
Diwaano ko parwaano ko
Milta hain kya jaane aag me jal kar
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar

Hum hue
Tum hue ke meer hue
Sab usi julam ke asir hue
Main kya hu tum kya ho
Tauba karo ae logo
Main kya hu tum kya ho
Tauba karo ae logo
Ulfat ka naam na lo
Ulfat ka naam na lo
Is khel me haar gaya
Wo bhi jisaka naam tha sikandar
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar

Aaj ki sham pyaar ke naam
Pyaar ko hain lakhon salam
Aaj ki sham pyaar ke naam
Pyaar ko hain lakhon salam
Kuchh bhi ho anjaam
Is dil ke sau tukde ho jaye
Fir bhi pukaare dilbar dilbar
Dilbar dilbar dilbar dilbar
Dilbar dilbar dilbar dilbar
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar
Dil ke andar pagal premi
Prem ke maare
Prem ke maare
Dil dariyaa me dub gaye saare
Maajhi na musafir kinaare
Dil dariyaa me dub gaye saare
Maajhi na musafir kinaare
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar
Is duniyaa me saat samandar
Saato samandar dil ke andar

MovieDhun
SingerTalat Aziz
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *