Ishq ki dhun me
Ishq rawa hai
Ishq se humko ishq hua hai
Ishq ki dhun me
Ishq rawa hai
Ishq se humko ishq hua hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ke din hai
Ishq ki raate
Chaaro taraf hai ishq ki baate
Ishq hai sirat
Ishq hai surat
Ishq hai chahat
Ishq jarurat
Ishq hai chahat
Ishq jarurat
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ke gunche khilne lage hai
Ishq ki khushbu udne lagi hai
Ishq ke tevar milne lage hai
Ishq ki masti chhane lagi hai
Ishq ki masti chhane lagi hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ki dhun me
Ishq rawa hai
Ishq se humko ishq hua hai
Ishq ki dhun me
Ishq rawa hai
Ishq se humko ishq hua hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq hai jadu
Ishq nasha hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
Ishq ki sabka pahla khuda hai
| Movie | Kuch Khwaab Aise (Album) |
| Singer | Shekhar Suman |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Shekhar Suman |

