Ishq Hasata Hai Ishk Rulata Hai Lyrics | Muskaan | Anuradha Paudwal, Sonu Nigam | Nikhil Vinay

Ishq Hasata Hai Ishk Rulata Hai Lyrics | Muskaan | Anuradha Paudwal, Sonu Nigam | Nikhil Vinay

Ishq hasata hai
Ishq rulata hai
Ishq diwana yaha
Sabko banata hai
Kisi ki yaad rahti hai
Kisi ka khyal hota hai
Ishq me aksar logo ka
Bura hal hota hai
Ishq ishq ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq
Ye ishq ishq hai ishq
Ye ishq ishq hai ishq
Ye ishq ishq hai ishq
Ye ishq ishq hai ishq

Ishq hasata hai
Ishq rulata hai
Ishq hasata hai
Ishq rulata hai
Ishq diwana yaha sabko banata hai
Ishq bina kahi chain na aata hai
Ishq bina kahi chain na aata hai
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani na mani
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani
Ishq hasata hai ishq rulata hai
Ishq diwana yaha sabko banata hai
Ishq bina kahi chain na aata hai
Ishq bina kahi chain na aata hai
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani na mani
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani

Koi hamko sirf ye batade
Tanhai kyu mile ishq me
Koi hamko sirf ye batade
Tanhai kyu mile ishq me
Ik chot si lagi dil pe
Pucho na kya hua
Aankho me hai chupe aasu
Hontho pe hai bas dua
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani na mani
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani

Har pal rahti badi bekarari
Koi kaise jiye yaar bin
Har pal rahti badi bekarari
Koi kaise jiye yaar bin
Anjaane me divano se
Hoti hai ye khata
Manjil milegi kab kaise
Kisko yaha hai pata
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani na mani
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani
Ishq hasata hai ishq rulata hai
Ishq diwana yaha sabko banata hai
Ishq bina kahi chain na aata hai
Ishq bina kahi chain na aata hai
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani na mani
Dil rokiya bada we tokiya bada we
Ishq ne dil ki na mani

Janeman chupke chupke
Sari dunia se chhupke
Janeman chupke chupke
Sari dunia se chhupke
Tumne aisi baat kahi
Dil mera kho gaya
Janeman chupke chupke
Sari dunia se chhupke
Tumne aisi baat kahi
Dil mera kho gaya
Tumne aisi baat kahi
Dil mera kho gaya
Na jane kab pyar ho gaya
Sanam ikrar ho gaya
Na jane kab pyar ho gaya
Sanam ikrar ho gaya
Ishq hasata hai ishq rulata hai
Ishq diwana yaha sabko banata hai
Ishq hasata hai ishq rulata hai
Ishq diwana yaha sabko banata hai

MovieMuskaan
SingerAnuradha Paudwal, Sonu Nigam
DirectorManish Sharma, Rohit Nayyar
Music ComposerNikhil Vinay
LyricistSameer
Star CastAftab Shivdasani, Parvin Dabbas, Neha, Gracy Singh, Anjala Zaveri, Gulshan Grover, Vrajesh Hirjee, Razzak Khan, Rajeev Varma, Sharat Saxena

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *