Ishq Bada Zehreela Lyrics | Jyoti Nooran, Shahzad Ali

Ishq Bada Zehreela Lyrics | Jyoti Nooran, Shahzad Ali

Ho Ishq Na Kijo
Dil Na Deejo
Sun Lijo Ehbaab
Ishq Mein Kitne Ghaat Bah Gaye
Toote Kitne Khwaab

Na Dil Se Ishq Lagana Ve
Na Dil Se Ishq Lagana
Na Dil Se Ishq Lagana Ve
Na Dil Se Ishq Lagana
Ho Maarega Dank Nukila

Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela

Ho O
O Khwaab Dikhake Jannat Ke
Dozakh Mein Tujhe Jalayega
Na Jeene Dega Marne Dega
Ishq Bada Tadpayega
O Khwaab Dikhake Jannat Ke
Dozakh Mein Tujhe Jalayega
Na Jeene Dega Marne Dega
Ishq Bada Tadpayega

Ye Shatira Bada Purana Ve
Shatir Bada Purana
Iske Khoon Ka Rang Hai Neela

Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela

Laakar Ke Kinaron Pe Teri
Kashti Yaar Dubayega
Aise Ghaav Milenge
Tu Mar Ke Bhi Bhool Na Payega
Laakar Ke Kinaron Pe Teri
Kashti Yaar Dubayega
Aise Ghaav Milenge
Tu Mar Ke Bhi Bhool Na Payega

Behkaave Mein Na Aana
Behkave Mein Na Aana
Hai Ishq Juye Ka Khela

Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela
Ishq Bada Zehreela Hai
Ishq Bada Zehreela

SingerJyoti Nooran, Shahzad Ali
Music ComposerSanjeev Chaturvedi
LyricistSanjeev Chaturvedi
LabelRDC Melodies

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *