Ishk Bina Ishk Bina Lyrics | Taal | Sukhwinder Singh, Kavita Krishnamurthy | A R Rahman

Ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jina

Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq
Vaada ya pakka ishq ishq dhaga yeh kachcha ishq

Ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jeena
Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq

Vaada ya pakka ishq ishq dhaga yeh kachcha ishq ishq

Ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro
Ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro
Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq
Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq
Ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jina

Neeche ishq hai uper rab hai in dono ke beech me sab hai

Ek nahi sau baate karlo sau baato ka ik matlab hai
Rab sab se sona ishq ishq rab se bhi sona ishq
Rab sab se sona ishq ishq rab se bhi sona ishq

Ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro
Ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro
Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq
Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq

Heera na panna ishq ishq bas ek tamanna ishq ishq
Heera na panna ishq ishq bas ek tamanna ishq ishq
Ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jeena

Ishq hai kya ye kisko pata ye ishq hai kya sabko pata
Ye prem nagar anjaan dagar saajan ka ghar ka kisko khabar
Choti si umar ye lamba safar ye ishq hai kya ye kisko pata
Ye dard hai ya dardo ki dawa ye koi sanam ya aap khuda
Ye koi sanam ya aap khuda

Ishq bina kya marna yaara ishq bina kya jeena
Tune ishq ka naam suna hai hamne ishq kiya hai
Phoolo ka gulshan ishq ishq kaanto ka daaman ishq
Phoolo ka gulshan ishq ishq kaanto ka daaman ishq

Ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro
Ishq bina kya jina yaaro ishq bina kya marna yaaro
Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq
Gud se mitha ishq ishq imli se khatta ishq ishq
Ishq ishq ishq ishq ishq ishq ishq ishq

MovieTaal
SingerSukhwinder Singh, Kavita Krishnamurthy
DirectorSubhash Ghai
Music ComposerA R Rahman
LyricistAnand Bakshi
Star CastAnil Kapoor, Akshaye Khanna, Aishwarya Rai, Alok Nath, Amrish Puri, Subhash Ghai, Bobby Darling, Prithvi Zutshi, Supriya Karnik, Rajesh Khera, Puneet Vashist, Akash Karnataki, Usha Bachani, Jash Trivedi, Shahid Kapoor, Sushma Seth, Meeta Vasisht, Saurabh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *