Insaaf Lyrics  | Talvar | Irrfan Khan, Ayesha Parveen | Arooj Aftab | Vishal Bhardwaj

Insaaf Lyrics | Talvar | Irrfan Khan, Ayesha Parveen | Arooj Aftab | Vishal Bhardwaj

Jis din aakash be-daag hoga
Chehra chand ka saaf hoga
Jis din aakash be-daag hoga
Chehra chand ka saaf hoga

Jis din se maine aankhein kholi
Insaaf, insaaf, insaaf hoga

Behta kya, aankh mein,
Ummeed nahi hai
Aansoo kal mol toh hai,
Khareed nahi hai

Taraazoo uthega toh insaaf hoga
Hoga, hoga, insaaf hoga
Insaaf, insaaf, insaaf hoga

Behti nadiyaan, rukti nahi hai
Dooba dooba tara, tara dooba
Toh bhi mukti nahin hai

Gardan par hai, karz lahu ka
Gardan dekar hi maaf hoga
Insaaf, insaaf, insaaf hoga

Jis din aakash be-daag hoga
Chehra chand ka saaf hoga
Jis din se maine aankhein kholi
Insaaf, insaaf, insaaf hoga.

MovieTalvar
SingerArooj Aftab
DirectorMeghna Gulzar
Music ComposerVishal Bhardwaj
LyricistGulzar (Sampooran Singh Kalra)
Star CastIrrfan Khan, Ayesha Parveen, Neeraj Kabi, Konkona Sen Sharma, Sohum Shah, Gajraj Rao, Atul Kumar, Tabu
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *