Il le belee lai la – (2)
Il le belee a re, din hain pyare pyare
Mau shu shu mau teree, too meraa mai teree
Aise me too aa ja re – (2)
Ulfat kee hai yeh nashilee hava
Patthar kaa dil panee panee huwa
Kalee ghata yeh balkhatee dekho ithalatee – (2)
Il le beli lai la – (2)
Il le beli a re, din hain pyare pyare
Mau shu shu mau teree, too meraa mai teree
Aise me too a ja re – (2)
Dekha hai tujhe kahee naa kahee, lekin kaha yad aata nahee
Naina naa jane par dil pehchane, meraa dil pehchane – (2)
Il le beli lai la – (2)
Il le beli a re, din hain pyare pyare
Mau shu shu mau teree, too meraa mai teree
Aise me too a ja re – (2)
Mere balam mere pyare balam, jaban par rahega yahee hardam
Jalembu – (12)
Il le beli a re, din hain pyare pyare
Mau shu shu mau teree, too meraa mai teree
Aise me too a ja re – (2)
Aise me too a ja re
| Movie | Kaali Ghata |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Music Composer | Shankar-Jaikishan |
| Lyricist | Shailendra |