Hamse Naa Puchho Koyee Pyar Kya Hai Lyrics | Kaali Ghata | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Hamse naa puchho koyee pyar kya hai, puchho bahar se
Hans hans ke dil dene me kya jit, kya har hai puchho bahar se

Angadayee lee hai mere dil me kisee ne
Mujhko divana kiya ek dillagee ne

Kaisa saman hai aaj mausam javan hai
Aisee kushee me hame hosh kaha hai
Hamse naa puchho……..

Jhum rahee hay meree mast javanee
Kah dee adaao ne dil kee kahanee
Hamse naa puchho……..

MovieKaali Ghata
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *