Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye Lyrics  | Pyaar Ki Jeet | Rehman, Suraiya | Mohammed Rafi | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Ik Dil Ke Tukde Hazaar Huye Lyrics | Pyaar Ki Jeet | Rehman, Suraiya | Mohammed Rafi | Bhagatram Batish, Husnlal Batish

Ik dil ke tukde hazaar huye
Ik dil ke tukde hazaar huye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Bahte huye aansoo ruk na sake
Bahte huye aansoo ruk na sake
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa

Jeewan ke safar mein ham jinko
Samjhe the hamaare saathi hain
Jeewan ke safar mein ham jinko
Samjhe the hamaare saathi hain
Do qadam chale phir bichhad gaye
Do qadam chale phir bichhad gaye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Ik dil ke tukde hazaar huye
Ik dil ke tukde hazaar huye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa

Aashaaon ke tinke chun-chun kar
Sapnon kaa mahal banaayaa thaa
Aashaaon ke tinke chun-chun kar
Sapnon kaa mahal banaayaa thaa
Toofaan se tinke bikhar gaye
Toofaan se tinke bikhar gaye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Ik dil ke tukde hazaar huye
Ik dil ke tukde hazaar huye
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa
Koyi yahaan giraa koyi wahaan giraa.

MoviePyaar Ki Jeet
SingerMohammed Rafi
DirectorO.P. Dutta
Music ComposerBhagatram Batish, Husnlal Batish
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastRehman, Suraiya, Raj Mehra, Gope
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *